Ghughuti Naa Basa Ame Ki Dayi Ma Ghughuti Na Baasa - Song details.

| Song Name: | Ghughuti Naa Basa Ame Ki Dayi Ma Ghughuti Na Baasa |
|
|
| Description: |
Sh. Gopal Babu Goshwami ne jyadatar virhi geet gaye hai. Is geet main bhi kuchh ese hi dekhne ko milta hai. Kumaun main ghughuti ko virah ka prateek mana jaata hai. Kaha jata hai ki ghughuti ki boli sunkar priytam ki yaad satane lagti hai.
Is geet main sh. Goshwami ji apne priytam ke virah main vyakul priytama ke dil ka dard bata rahe hai. Virhini ka priyatam usse bahut door Laddakh main hai. Virhi Priytama ghughuti se keh rahi hai ki hey ghughuti tu aam ki daali par baith kar ghur-ghur aawaj mat kar teri is tarah ki aawaj sunkar mujhe apne priytam ki yaad satane lagti hai. Isliye hey ghughuti tu is tarah se mat bol. Priyatama aage ghughuti se kehti hai ki hey ghughuti tu ud kar Laddakh chale ja aur waha jakar mera haal mere priytam ko suna aa aur unka kusal samachar lakar mujhe de. Is geet main apne priytam ke virah main vyakul priytama ka dard spast roop main jhalakta hai........ |
||
| Genre | Kumaoni Folk | Occassion | |
| Singer | Gopal Babu Goswami | ||
| Lyrics: |
Ghughuti....iiiiii na.. baasa..aaaaa Ghughuti na baasa ghughuti na baasa..aaaa.aaaaaaaa Aame ki daai ma ghughuti na baasa.........2 Ghughuti na baasa ghughuti na baasa..aaaa.aaaaaaaa Aame ki daai ma ghughuti na baasa Aame ki daai ma ghughuti na baasa Teri ghuru ghuru suni main laago udaasa.....2 Swami myara pardesha barfilo laddkha Ghughuti na baasa, ghughuti na baasa, ghughuti na baasa, ghughuti na baasa..........aaaaaaaa Aame ki daai ma ghughuti na baasa.......2 Ritu ai ge bhangi bhangi garmi chaitai ki Yaad main kai bhautai aai ge aapanai pati ki Ghughuti na baasa ghughuti na baasa Ghughuti na baasa.aaa ghughuti na baasa....aa Aame ki daai ma ghughuti na baasa.......2 Udi ja o ghughuti nahai ja Laddakha..aa.....2 Haal myar batai diye myara swami paasa Ghughuti na baasa ghughuti na baasa Ghughuti na baasa.aaa ghughuti na baasa....aa Aame ki daai ma ghughuti na baasa.......4 Aame ki daai ma ghughuti na baasa....2 Ghughti na baasa, ghughuti na baasa.... ------------------------------------------- | ||
| Rating | 4.71 | Year: 1910 | Language: KUMAONI |
| Song uploader | Khushi | Hits | 10216 |






