Aapani Fikara Na Mi - Song details.
Song Name: | Aapani Fikara Na Mi | ![]() |
|
Description: |
Ek fauji chhutti lekar ghar aaya tha, aaj wah jaate samay apni patni se keh raha hai ki meri pyari main pardesh ko jaa raha hoon, isliye wah apna khyal rakkhe aur dukh na kare. Tab uski patni kehti hai ki mujhe apni fikar nahi hai mujhe to aapki fikar lagi rehti hai isliye mujhe chitthiyan bhejte rehna. Uski patni kehti hai ki sauraas ke muluk main mujhe aapki bahut yaad aati hai aur aapko yaad karte-karte meri aankh bhar jaati hai, isliye aap mujhe chitthi bhejte rehna.
Fauji ki patni aage kehti hai ki aapki duty border main hai aur jab bhi jungle main ghughuti bolti hai to mujhe aapki fikar aur bhi jyada hone lagti hai. Ab pati bhi kehne lagta hai ki meri duty border main hone ke kaaran mujhe bhi tumhaari bahut yaad aati hai, tum bhi mujhe samay-samay par ghar ki khabar dete rehna. Aage patni kehti hai ki main Devi Mata se aapke liye prarthana karungi, aap Deepawali ke time par chhutti ghar aana fir main aapko pahaad ki fal fruit khilaungi. Pati kehta hai ki meri pyari agar tu khush rahegi to main bhi khush rahunga, jaisa bhi hoga main tera saath jindagi bhar nahi chhodunga kyunki hamare yahan shaadi janam janam ka saath hota hai. Isliye tu khush hokar mujhe vida kar aur apne prano ko mat jhura. Is geet se pati ka patni ke prati prem spas troop se dikhta hai. |
||
Genre | Kumaoni Song | Occassion | |
Singer | Kamlesh Mishra And Geetika Jaswa | ||
Lyrics: |
Aapani fikar na mee mikai tumhari fikara, Swami dine raya chitthi patra, Aapani fikar na mee mikai tumhari fikara, Swami dine raya chitthi patra, Are mile jaana pardesha tu bhali hai raye ghara, Bana jhan jhuraye baali umara, Mile jaana pardesha tu bhali hair aye ghara, Bana jhan jhuraye baali umara Saurasi muluk swami yaad tumhari aalii, Soch main tumhari meri aankhin bhar jail, o…….bado main ghaas main kasi katui, ghughuti, nyoli basali narayi lagali, dyuti tumhari bordara lagi rai mee kai fikara, swami dine raya chitthi patra, dyuti tumhari bordara lagi rai mee kai fikara, swami dine raya chitthi patra bana jhan jhuraye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara swami dine raya chitthi patra swami dine raya chittthy patra, parayi muluk main ke yaad teri aali,a teri maya bahut pyari man ke dukhali, twikai badulo pyari paro chhai paruli ho……. Dine raiya meri bana gharai ki meekai khabra, bana jhan jhuraye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara swami dine raiya chitthi patra swami dine raiya chitthi patra bana jhan jhurye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara, bhali ke kariya swami bordara ma dyuti, mata par bharosh chhu yo jhan maya tuti, o…….. diwali ko time swami aaya ghar chhutti fir khilole tumhei pahare fal fruit, na kariya myar swami tumi to myar fikara, swami dine raiya chitthi patra na kariya myar swami tumi to myar fikara, swami dine raiya chitthi patra bana jhan jhuraye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara swami dine raiya chitthi patra swami dine raiya chitthi patra meri pyari khushi rauli meelai khushi raulo ni karo meri fikara raji khushi aula o…… jindagi ki saath chhu yo dagar main raula je lai ho lo jas lai ho lo saath ni chhodono chhutti tu dile ki chhai meri bana ni laago dara, bana jhan jhuraye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara, swami dine raiya chitthi patra swmi dine raiya chitthi patra bana jhan jhuraye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara, swami dine riya chitthi patra swami dine raiya chitthi patra bana jhan jhuraye bali umara, bana jhan jhuraye bali umara. | ||
Rating | 5 | Year: 1910 | Language: KUMAONI |
Song uploader | nayalgovind | Hits | 410 |